Pis credit Photo by Corleto Peanut butter Aap sabhi ne kabhi na kabhi toh peanut butter khaya hi hoga aur aap sabhi peanut butter ke lajawab taste se wakif bhi hoge. Hum sabhi ko pta hai peanut butter kitna healthy hota hai ye hi nhi peanut butter healthy hone ke sath sath tasty bhi hota hai. Peanut butter ki sab se acchi baat toh ye hai ki peanut butter ko chote bachche bhi bade maje se khate hai jo ki sab se bada plus point hai. Aap sabhi ko pta hai ki bachche healthy food khane main kitna natak karte hai toh aise main peanut butter ek aisa option hai jo bachcho ko taste ke sath sath health bhi provide karta hai. Hum sab ko pta hai ki peanut butter tasty bhi hai or healthy bhi toh ab baat karte hai peanut butter ke price ki market main ek accha peanut butter ka price 300 to 500 rupees per kg hai. Ye depend karta hai ki aap kis brand ka peanut butter purchase ka...
JAI HIND dosto aaj hum baat karenge AMUL or MOTHER DAIRY ke baadte rate ke baare mai. Jaise ki aap ko pta hi hoga ki AMUL or MOTHER DAIRY ne apne milk ke rate friday se bada diye hai. MILK AMUL AND MOTHER DAIRY INCREASE MILK RATE. AMUL or MOTHER DAIRY ne badayein milk ke rate. Aam aadmi pe ek or waar ab milk ka daam hua mhenga kaise karega aam aadmi aapna budget adjust? Phele se hi ye badti mhengayi ne aam aadmi ka jina kar rakha hai haram na toh aam aadmi ke pass paise hai or na hi naukri toh aise mai soch na ye hai ki kya kre ga aam aadmi iss baadti mhengayi mai. Phele se hi piyaz ke rate aasman chu rahe hai or ab ye milk ke rate bhi bade. Agar kuch nahi kiya gaya toh dheere dheere har cheez ke rate baadte chale jayenge. Ab sawal ye hai ki kon karega mhengayi kam, kab hogi mhengayi kam, kaise hogi mhengayi kam. AB BAAT KARTE HAI KI KITNE RUPEES BAADAYE GAYE HAI MILK PE. AMUL or MOTHER DAIRY ne 2 rupee p...